Skip to main content

Meri Maa by Deepanshu Kumar

Maa Ek Shayari Ki Taran Hoti Hai
Kabhi Dil Me Utar Aathi Hai
To Kabhi Dil Me Utaar Leti Hai

Tu Hai Meri Jaan Oh Meri Maa...
Tere Pyar ki Dastaan, Sunega Jahan
Zindagi Tune Di, Roshni Bhi Mili

Chota Tha Main Kabhi, Rota Tha Main Tabhi
Par Tu Na Ruki, Tune Di Har Khushi
Oh Meri Maa, Tu Hai Meri Jaan

Tu Nahi To Zindagi Ban Jaati Hai Veeran
Teri Kami Ko Koi Bhi Pura Nahi Kar Sakta Insaan
Tere Liye To Har Beta Hai Kurbaan
Oh Meri Maa, Tu Hai Meri Jaan

Penned by
Deepanshu Kumar
Rohini, Delhi, India


Comments

Popular posts from this blog

Koi To Apna Raha Hota by Priya Dwivedi

Sarhad by Mandvi Mishra

Raaz Dil Me Mere by Ab Moqit

Raaz dil me mere hasti ka hai, Jo kuch bhi hai dosti ka hai ! Aur to nhi kuch jahan me mera, Bas bachpan mere basti ka hai ! Yun hi gujar gaye barish to jana, Mausam kaghaz ki kashti ka hai ! Tere dam se raushan ye patthar, Tu jauhari jaise koi moti ka hai ! Mil kar hi tumse lagta hai dost, Ye umr abhi bhi masti ka hai ! Juda na kar zahid hame itne me, Ye khuda-parast wo but-parasti ka hai ! Har shaksh se milte hai is khayal se, Main hoon mitti ka wo bhi mitti ka hai ! Penned by Ab Moqit Dhanbad, Jharkhand, India