Skip to main content

Mai nahi hu waisa, jaisa tujhse kaha gya hai by Pandit Pranay Gautam



Lagta hai aankhon pe Teri
Pardah gira hua hai !
Sun bhi nhi sakti ho
Aisa kya hua hai !
Koi jaake usse kehde ki tujhe mere baare me
Waham hua hai !
Mai nahi hu waisa
Jaisa tujhse kaha gya hai !

Penned by
Pandit Pranay Gautam
Vrindavan, UP, India 


Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

Koi To Apna Raha Hota by Priya Dwivedi

Sarhad by Mandvi Mishra

Raaz Dil Me Mere by Ab Moqit

Raaz dil me mere hasti ka hai, Jo kuch bhi hai dosti ka hai ! Aur to nhi kuch jahan me mera, Bas bachpan mere basti ka hai ! Yun hi gujar gaye barish to jana, Mausam kaghaz ki kashti ka hai ! Tere dam se raushan ye patthar, Tu jauhari jaise koi moti ka hai ! Mil kar hi tumse lagta hai dost, Ye umr abhi bhi masti ka hai ! Juda na kar zahid hame itne me, Ye khuda-parast wo but-parasti ka hai ! Har shaksh se milte hai is khayal se, Main hoon mitti ka wo bhi mitti ka hai ! Penned by Ab Moqit Dhanbad, Jharkhand, India