Skip to main content

Posts

Showing posts from May, 2019

Alwida by Ab Moqit

Ab   aamaada   aamaada   mah -e- ramzaan , Hai   alwida   alwida   mah -e- ramzaan ! Hogi   sahr   shaam   ab   kaisi   bhala , chhod   kar   ab   mah -e- ramzaan   chala ! Ye   iftaar   aur   sehri   ki   aab   o dana, Dua ,   tarawi ,   aur   namaaz   panjgana ! Isi   maah   ki   tarah   pura   saal   ho, Har   chehra   nurani   jamaal   ho! Kisi   ki   sadao   pe ab   na   aah   guzre , Sabr   o   ibadat   me har   maah   guzre ! Subuut   de   rahe   hai   aman   o   pyaar   ka, Dekhiye   nazar   ab   Rozedaar   ka! Khushi   hai   ke   qareeb   eid   hai , Magar sab ka   nam   diid   hai ! Ab   aamaada   aamaada   mah -e- ramzaan , Hai   alwida   alwida   mah -e- ramzaan ! Penned by Ab Moqit

BAA-KHABAR

Mera haal e dil mere siwa Tera haal e dil tere siwa Niyato.n ka tinka ishq ka aashiyana Aur kaun hai yaha aur kisne jana Kaun hamara khabar rakhta hai Kisko ye sab pata hai Haan ye to wo duniya hai jaan e jaan Jaha ek mai ek tum aur ek khuda hai Penned by Ab Moqit Dhanbad, Jharkhand, India 

Aee Maa | Yusuf Siddiqui | Blossom of Poetry

Agar Ruthe Na Hum | Preety Kaithwas | Blossom of Poetry

Hindustan Ka Paigam | Harshit Singh | Blossom of Poetry

Maa, Ishq, Abhinandan... | Deepanshu Kumar | Blossom of Poetry

Ki Ek Bewafa Se Wafaa Chahata Hoon | Tarif Niyazi | Blossom of Poetry

The Prestige | Adesh Anand | Blossom of Poetry