Skip to main content

BAA-KHABAR

Mera haal e dil mere siwa
Tera haal e dil tere siwa
Niyato.n ka tinka ishq ka aashiyana
Aur kaun hai yaha aur kisne jana
Kaun hamara khabar rakhta hai
Kisko ye sab pata hai
Haan ye to wo duniya hai jaan e jaan
Jaha ek mai ek tum aur ek khuda hai

Penned by
Ab Moqit
Dhanbad, Jharkhand, India 


Comments

Popular posts from this blog

Sarhad by Mandvi Mishra

Sarhad by Mandvi Mishra

Koi To Apna Raha Hota by Priya Dwivedi