Ab aamaada aamaada mah -e- ramzaan , Hai alwida alwida mah -e- ramzaan ! Hogi sahr shaam ab kaisi bhala , chhod kar ab mah -e- ramzaan chala ! Ye iftaar aur sehri ki aab o dana, Dua , tarawi , aur namaaz panjgana ! Isi maah ki tarah pura saal ho, Har chehra nurani jamaal ho! Kisi ki sadao pe ab na aah guzre , Sabr o ibadat me har maah guzre ! Subuut de rahe hai aman o pyaar ka, Dekhiye nazar ab Rozedaar ka! Khushi hai ke qareeb eid hai , Magar sab ka nam diid hai ! Ab aamaada aamaada ...
We all are entertainer in some way or the other and we desire audience to listen, watch and appreciate our effort. We at "Blossom of Poetry" stand at this juncture to support emerging artist and provide them platform to accomplish their desire and recognize the talent.